Mobile

New Smartphone Lene ke Baad Ye Top-5 Settings Jarur Kare

New Smartphone Lene ke Baad Ye Top-5 Settings Jarur Kare

Jab Hamara smartphone purana ho jata hai Tab Ham naya smartphone lete hain ya Ham first time naya smartphone Lete Hain To uske andar Jo setting Hoti Hai vah by default Di Jaati Hai vahan per Jyada setting Nahin Hoti Hai Lekin aaj main aapko batane wala hun Top 5 Android settings ke baare me jo ki Humko naya smartphone lene ke bad Jarur karna chahie to a Top 5 setting kya hai kya useful hai aur Kitna important hai vah sab aapko batane wala is to post ko last Tak Jarur padhna.

IMEI Number-

Jab Hamara smart phone gum ho jata hai ya chori ho jata hai to usko dhundhne ke liye yah usko lock Lagane ke liye kya ya band karne ke liye Humko IMEI number ki jarurat padati hai to yah smart phone ke andar kahan per Milta hai iska kya use Hai yah Kaise Ham usko not kar sakte hai vah sab Main Yahan per aapko batane wala hun simple sa fanda hai ki Yahan per Jab aapka smartphone kho Jata Hai yah ghoom ho Jata Hai To aapko IMEI number ki jarurat padati hai to usko janne ke liye Hamare smartphone Ke device ka IMEI number hai vah jaane ke liye simple Sa aap ko apne mobile ke dial pad ke andar jana hai aur vahan per jakar aapko type karna hai *#06# Jaise hi aap yah dial Karenge to aapke screen ke upar aapko 2 Apne smartphone ke IMEI number dekhne ko Milega To iska screenshot Le Lijiye yah Kahin per note Kar Lijiye Taki Jab Bhi aapko future mein aapka smartphone ghoom ho jata hai ya chori ho jata hai to unko donon ke liye usko band karne ke liye aapko is IMEI number ki jarurat padati hai to yah kam Jarur kare.

Backup And Restore-

Jab Hamara smartphone purana ho jata hai To Ham naya smartphone Lene Ki baat sochte hai aur Yahan per agar aap Chahte hai ki Hamare Jo purana mobile ke jo bhi Deta Hai jaise ki contact Ho Gaya picture Ho Gaya videos Ho Gaya aur jo bhi yahan per deta hai vah agar aap apna naye smartphone ke andar Lena Chahte Hain To Le sakte hain to uske liye aap ek feature Diya jata hai jo ki backup and restore in feature ki jariye aap apni naye smartphone ke andar Apna purana mobile ka jo deta hai vah Le Sakte to uske liye kya karna hai ki apne purane mobile ki setting ke andar jake fir vahan per aapko backup and restore ki option me jaaiye aur vahan per aapko Google Drive ke andar Apna Gmail dalna padega jo aap apne naye smartphone ke andar dalne wale use Gmail ke andar aap apne jo mobile ka deta hai vah Google Drive ke andar Le Lijiye fir uske bad Vahi Gmail aap apne naye smartphone me dalke aur apne purana mobile ka data apne phone ke andar Le sakte hai.



Delete Unwanted Application-

Jab Ham naya smartphone Lete Hai To uske andar bahut sari application by default di Jaati Hai Kuchh Aisi application hoti Jo Humko Kuchh Bhi kam Ki Nahin Hoti jaise ki OLX Ho Gaya Myntra Ho Gaya Is Tarah Se bahut sari application vah Yahan Par Di jaati hai agar aap ko pata hi hoga ki India mein 59 Chinese app jo hai vah ban ki gai hai Unme se bhi application hoti hai jo naye smartphone ke andar Di Jaati Hai jaati hai to aapko Yahan per delete karna chahie unme se koi Bhi application hota hai to.

Internet Data Uses-

Jaise ki aap ko pata hi hoga ki internet data Kitna important hai matlab Hum pura din internet per Gurjar Dete Hain To Yahan per jo deta hai vah per saving karne ke liye feature Diya Jata Hai Jinke bare mein Shayad aapko Pata Na Ho To Main aapko Bata deta hun aur iske Jariye aap apna internet data saving bhi kar sakte sath mein limit set kar Sakte aur usko khatm Ho Jaaye tab aap ko alert ka setting kar sakte hai Yahan per Jo limit hai internet data uses ki vah set kar sakte hain sath mein aap aap Itni mb ya Itni gb ke bad aapko alert ka option Dekhne kk Milega a bhi setting bhi di jaati hai aur Yahan per Jo notification Ka Hota Hai jaise ki Hamko 1gb ke bad aapko Milta Hai Ki aapka data Itna khatm ho gaya hai to yah sab setting kar sakte hain data uses ke andar.

Restricted Background Application-

Jaise ki aap ko pata hi hoga ki Apne smartphone ke andar bahut sari application Hoti Hai jinme Se Kuch Aise application Hoti Hai jin ke andar internet ki jarurat Nahin Hoti Hai matlab Yahan per is Application me internet ki jarurat Nahin Hoti Fir Bhi vah deta Le rahi hai use kya hota hai ki aapka internet bhi jaldi jaldi se khatm ho jaega aur Yahan per aapka storage bhi badta Rahega To agar aap chahte ho ki is tarah se data west na hoto is ke andar ek setting dekhne ko milata hai to agar aap a setting kar lete hai to aapka deta bhi use nahi hoga aur storage bhi full nahi hoga to is ke liye ek feature diya jata hai aur wo hai restricted Background application to is setting karne ke liye mobile settings me jake application setting jake Manage app jakr jis app ka restricted mode jake wifi, mobile sim, mobile sim 2 ka data deactivate kar ke Data use hone se bacha sakte hai.


Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]

4 comments

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]

2 comments

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]

1 comment

20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]

0 comments

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]

0 comments
Shailesh

My Name is Shailesh Zala I Am YouTuber (Technical Shailesh)

View Comments

Recent Posts

scream go hero game kaise khele – how to play scream go hero

Scream Go Hero एक अनोखा खेल है जिसमें आप अपनी आवाज का इस्तेमाल करके गेम… Read More

5 months ago

IPL Final Tickets Booking Start Kab Hogi ? IPL 2023 Final Tickets Booking Date ? Venue, Match Date, Timings, Tickets Price

IPL Final 2023: BCCI ने Indian Premier League 2023 के 16वें Edition Official Date and… Read More

2 years ago

व्हाट्सएप हैक कैसे करे ? WhatsApp Hack करने का नया तरीका

दुनिया के सभी लोगो के मन में एक ही सवाल - क्या व्हाट्सएप हैक हो… Read More

2 years ago

WhatsApp Chat के Deleted Message कैसे देखे ? Message Delete for Everyone

जैसे की आप जानते है की Whatsapp Messaging App है और WhatsApp में एक कुचना… Read More

3 years ago

Best Punch Hole Wallpapers for Any Android Mobiles – Punch Hole Wallpapers in 2022

आर्टिकल में मैंने बताया है पंच होल वॉलपेपर के बारे में जो आप सभी एंड्रॉइड… Read More

3 years ago

Best Whatsapp Tool App – Whatscan Pro for Web

Whatscan Pro for Web इस टूल के जरिए आप अपना Whatsapp मल्टीपल डिवाइस के अंदर… Read More

3 years ago