5G Network launch in India ?
Filhal Ham Sab 4G network ko use kar rahe aur Humko Intezar Hai 5G network ki joki bahut Dinon Se yah launch hone wala lagta tha. aaj me aapko batauga ki 5g network india me kab dekhne ko aayega yani ki hum india me 5g network kab use kar payeye.
Lekin main aapko Bata deta hun ki yah Jo 5G network Hai vah filhal is Sal 2020 mein to launch Nahin Hoga Shayad 2021 Sal launch ho sakta hai.
Kyunki Yahan per Jo 5G network hai usko banane ke liye uska alag se Server Khada karna padta hai to uske liye sabse pahle to paise to lagenge.
- Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
- Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
- Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
aur sabhi jagah alag se a 5G network ko Khda karne ke liye time bhi lagega sath mein sabse pahle to indian government ki jo permission leni padegi hai aur sath me smartphone brand company ke sath Yahan Per Deal karna padta hai.
tab jakar Yahan per yah sab hota hai aur Yahan per Jo new 5G network tower Khada karne ke liye jo bhi problem aati ho hai usko solve bhi yahan per karna padta hai.
Aur Hal hi Main Sabhi Tarah Ke brand Apne smartphone ko 5G chipset ke sath launch kar rahe hain lekin abhi India mein 5G network available nahin hai isliye is smartphone ko use nahin kar sakte. Any ki aapko 5G network speed ko istemal karne ke liye 1 Ya 2 Sal wait karna padega.
5G Network Kam Kaise Karenga
Jab India mein 5G network Aa Jayega To vah Kam Kaise Karega To Chali Main aapko Bata deta hun to sabse pahle to Yahan per 5G network Jo telecom company jese ki airtel, vodafon, idea, jio aur bhi jo telecom company provide Karenge wo sub se pahele Yahan par vah Kya Karenge ki unke Jo Server hai usko change karna padega matlab 5G network new aaye to vah server change karna padega To Jahan se vah main Server hota hai vahan per 5G network nikalta Hai To vahan se aata hai satellite pe to satellite ke program ko bhi change karna padta hai kyuki 5G network naya Hai aur Aap Ke Shahar Mein aapke jo najdeek ki jo Tower Hoga vahan connect Hoga satellite se a Satellite connect hone ke bad vahan se aapke smartphone ke andar vah network aaega matlab 5G network aaega jo bhi yahan per Jaise Abhi To 2G, 3G, 4G, aur 5G Sab ISI Tarah Se Kam karta hai lekin Agar 5G network vah Yahan per Is Tarah Se lana Hai To unko yah sab Server hai wo sab change karna padta hai. Aisa Nahin ke software ko update kiya jaye to wo change ho Jaega lekin usko alag se Hi server Khada karna padta hai to is Tarah Se aapko 5G network milta hai.
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]
20000mAh Mi Power Bank 2i Review
20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]
Поиск в гугле