Top 5 Whatsapp Tricks in 2020
To Je Se Ki aapko pata hai ki WhatsApp messaging app hai Yani ki WhatsApp se message ko Bhej Sakte Hai aur receive bhi kar sakte hai wo bhi kisi bhi country Mein Kyon Na Ho To Aaj Main aapko batane wala hun WhatsApp Ki top 5 tricks ke bare mein jo ki aap ko Kafi use ful hone wale Hain aur is tricks ko use Karke aap WhatsApp bahut hi Achcha istemal kar sakte hai. To yah Jo tricks hai wo Dharsal top 5 application Hai yani ki is application ki ko apne Whatsapp ke andar tricks Karke WhatsApp ko bahut Achcha use kar sakte hai Jinke bare mein aapko Yahan per batane wala hun.
1. HackWa – WhatsApp Last Seen
To Yahan per jo sabse Pehle Jo application aata hai HackWa – WhatsApp Last Seen. To is application ko use Karke Agar aapko WhatsApp par koi bhi banda ya Bandi aapko block kar deta hai to Unka Jo DP hota hai any ki jo WhatsApp profile hota hai vah Hide ho jata hai agar aap Chahte ki vah mujhe Dekhna Hai To simple Sa aapko yah wali application download karni hai aur open karni hai FIR Uske bad all permission dene ke bad aapko Jisne WhatsApp par block kiya hai Unka jo mobile number hai vah aapko Yahan per dalna padega aur Unka Naam aur Jaise ok Karenge to Unka jo DP Hoga vah aapko dekhne ko mil jayega.
2. Hi Translate – Language Translator
Iske baad Jo dusra application aata hai vah hai Hi Translate – Language Translator to iska use Karke aap apne Whatsapp ke andar Agar koi bhi banda aapko English me message karta hai aur aapko Samajh Mein Nahin Aata Hai to aap is application ko use Karke aap turant use message ko matlab English mein jo message hai uska Hindi yah apni Jo language hai usmein translate kar sakte Aur vah Bhi WhatsApp per rahakar hi aap translate kar sakte aur dekh sakte hain ki usne English wala message Hindi me kya matalab hota hai.
3. Blue Word Text Type
Iske bad Yahan per Jo Teesra application aata hai Wo jai Blue Word Text Type. to iska use Karke aap apni Whatsapp ke andar blue word type kar sakte hain any ki jo message hai vah aap blue word mein send kar sakte jeseki aapane Apne Whatsapp ke andar Dekha hi hoga jo koi bhi Banda aapko blue word wala bada message send karta Hai To Aisi type aap is application ki kariye Blue word vala message send kar sakte hai.
4. Locker for WhatsApp Chat
Iske bad Jo agla application aata hai vah hai Locker for WhatsApp Chat. to is application ke jarie aap apne Whatsapp ke andar koi bhi personal chat ko hide kar sakte hain yani ki agar aap kisi ke sath personal baten Karti aur aap Chahte ki vah jo chat Hai Uska private Karle matlab Hide Kar Le aur koi aur na Dekhle to aap chat ko hide kar sakte hain aur aapke alava Koi Aur dekh Bhi Nahin Sakta To yah Hoga is application ke jariye aap apne personal chat ko hide kar sakte hai.
5. Floating Toolbox
Iske bad last application Hi Hua Hai Floating Toolbox To yah application aapko bahut Thi useful phone wala hai Kyunki agar aap Jadatar WhatsApp use karte hai matlab aap whatsapp per lagatar Hi Rehkar WhatsApp message bhej Rahe aur agar aap ko bich Mein YouTube par jana hai Facebook per jana hai ya koi aur application mein jana hai to aapko bahut dikkat hoti hai matlab aapko home pe jana padta hai fir youtube app ke icon khojna padta hai to yah sab se agar aap boring ho gaye hai to aaj main aapko Floating Toolbox is application ke jarie aap apni mobile ke upar application ke shortcut icon Laga sakte hai yani ki WhatsApp se YouTube per Jana chahte ho to is youtube ke shortcut icon per click karke ja sakte hai. aur aap jo bhi application shortcut Mein Lagana Chahte Hain vah Laga sakte hai.
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […] Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […] Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […] 20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […] Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
20000mAh Mi Power Bank 2i Review
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?
Nice
Nice one Bro
Ищите в гугле