Smartphone ke andar call recording ka ek Aisa feature Hai jinki Jari Kisi bhi call ko record kar sakte hain aur jyadatar log iska is bahut use karte hai Kyunki Yahan per Jo unknown number se call Aati Hai Iske bad jo bhi yahan per seve Kiya Gaya number hai usko call recording Kiya jata hai. Yani ki call recording karna hai to Yahan per yah feature bahut kam aata tha lekin Ab Jo Naye Smartphone a Rahe hai Uske Andar Call Recording ka Feature nahi Diya ja Raha hai Kyunki Yahan per kya hua ki yah Jo features tha vah vah Dialer App ka hai aur Ab Yahan per Jo company Vale vah kya kar rahi hai ki Yahan per Jo Google ka Stock Dialer App hai vah Diya ja raha hai isliye Ham per Jo call recording ka jo feature tha usko nahj Diya ja raha hai. Agar aapke pass Aisa Android smartphone Hai Jiske andar aapko auto call recording featured nahin diya Gaya Hai. To Aaj Main aapko ek Aasan Tarika batane wale Jiska jariye aap automatic call recording bhi kar sakte hai.
New Smartphone Me Kyu Nahi Hai Call Recording App ?
Abhi filhal jo bhi naye smartphone a rahi hai uske andar call recording ki Suvidha Nahin Di ja rahi hai jaise ki realme hai or Oppo, xiaomi Hai realme Ke Andar Realme 7, Realme 7 Pro Realme 7 aur Oppo ke Andar Oppo F17 Oneplus Nord eni smartphone me call recording feature nahi diya gaya hai. aur bhi jo nai smartphone a rahe hai uske andar bhi feature nahin diya ja raha hai ine Sabhi smart phone ke andar Google ka stock Dialer App Diya Gaya Hai aur uke under Call Recording ka feature nahi hai, any ki Google Ne yah bola hai company Walon Ko Ki Ab jitne bhi naye smartphone Aaye uske andar Hamara hi Google ka stock dealer app Diya Jaaye aur sath mein Google Ne default messaging bhi hai aur Yahan per Samsung company ki baat karen to Yahan per jitne bhi Samsung ke smartphone hai abhi bhi Unke andar Unka hi dialer app Diya ja raha hai.
Google yah Jo feature nahi diya hai call recording ka Kyunki Yahan per kya hai user ki privacy hoti hai usko ko leke ye Feature nahi diya Gaya Hai Kafi acchi baat hai. Lekin Google ka Dialer app me feature na hone ka Karan bhi hai. kai Desh ke andar call recording karna Gair kanooni Hoti Hai.
Apne Mobile Ko Computer Banaye
New Smartphone Lene ke Baad Ye Top-5 Settings Jarur Kare
China ki 4-Sabse Ajibo Garib Technology
vaise to Dekha Jaaye to Insan ko Bina Bataye uski call record karna bhi galat hai lekin kya hai ki Yahan per call record karna bhi jaruri hai kabhi kabhi Kyunki Yahan per Kabhi unknown number se call AA jaati hai aur vah galat hai to Unki baten record karna jaruri hai ki Humko Saboot Mil sakta hai lekin Kya Karen ab Google ka stock dialer app Hai To us me ye feature filhal to nahi diya ja raha hai.
New Smartphone Call Recording Feature Na Ho To Kaise Kare ?
Agar aapke smartphone ke andar call recording ka feature Nahin Hai aur agar aap Call Recording Karna Chahte hai. ya aapke liye yah picture hona jaruri hai To Kuchh Aisi application Hai Un me se mai aapko Ek Aisi application Bata Ne Ja Raha Hun Jiski Ada aapko bahut hi acchi advanced setting dekhne Ko Mil jaati hai aur sath mein aap Auto Call Recording bhi kar sakte hain to is application ka Name hai Call Recorder S9 to is app ko download karke use kar sakte hai.
tauheed
Ищите в гугле