Apne Mobile Ko Computer Banaye

Apne Mobile Ko Computer Banaye

Apne Mobile Ko Computer Banaye

1-Windows 11 Launcher

Agar aap apne mobile ko computer ya Pc ke under jo windows hota hai wo apne android mobile me chalana chahte hai to yaha pe ye jo launcher hai uske Ander apko windows 11 themes mil jati hai to is launcher ko install karne ke bata apne mobile ko computer ki tara use kar sakte hai.

2-Sentio Desktop:

MOBILE TO PC

Sentio Desktop transforms your smartphone/tablet device into a computer by adding a whole new layer of beautiful desktop UI/UX along the way. You’ll get all the desktop features you know and love coupled with mobile twists that bring your Android OS to the next level.

3-Sentio File Explorer:

Sentio File Explorer

Sentio File Explorer is a file manager for android, unlike any other. It is the first file manager that is designed for tablets and large screen experience. We have redesigned the file manager from scratch to be what you would expect for a premium desktop app you see on a desktop interface. As such, we have both traditional file manager features as well as desktop features.

To Yahan per Ham Sab smartphone ko use karte He Aur Hamari ichcha hoti hai ki Ham bhi Desktop use Karen lekin hamare pass Itna budget Nahin Hota To Aaj Main aapko batane wala hun ki Apne smartphone ko desktop kaise kare any ki agar aap ko computer Ki Tarah yah laptop Ki Tarah Apne smartphone ko use karna hai to aaj main aapko Kuchh Aisi application ke bare main batane wala hun jinki jarie aap apne smartphone ko desktop Ki Tarah use kar sakte hain aur computer Mein Jis Tarah Se Yahan per Jo window tab Aur Bhi Jo browsing Hota Hai vah Sab aap is smartphone ke jarie desktop Ki Tarah use kar sakte hai.

4-Leena Desktop UI Pro-

Leena Desktop UI Pro

To agar aap apne smartphone ko desktop Ki Tarah use karna chahte hai to uske liye ek app hai Lena desktop UI Pro is aap se apne smartphone ko desktop Ki Tarah use kar sakte hain is ke andar aapko bahut Sare Jo desktop Mein any key computer mein jo program windows Windows Tab browsing wo Sab aap is jarie bhi kar sakte hain aap ko alag alag tab bhi dekhne ko milega mobile ke andar desktop me Jaise Jaenge to aapko computer Ki Tarah files dekhne Ko Mil Jayega matlab Yahan per Jaise computer Mein Hota Hai use type Apne smartphone ke andar use kar sakte hai vah bhi desktop ke andar to ease app ko use kar sakte hain Apne smartphone ko desktop Ki Tarah use karne ke liye.

5-Desktop launcher for window 10-

Desktop launcher for window 10

Aur agar aap apne smartphone ki andar Windows 10 Ki Tarah use karna chahte hain Apne smartphone ko jaise ki Yahan per computer me Windows 10 hota hai aur Unki Jo function program Jo Hota hai ISI Tarah agar aap apne mobile me use karna chahte hai to uske liye ek application Hai Jiska Naam Hai desktop launcher for Windows 10 to is app ko use Karke aap apne pass phone ke andar Windows 10 Install kar sakte hai matlab window 10 Ki Tarah use kar sakte ke andar to download karke use kar sakte hain aur window 10 ka Labh Utha sakte hai apne mobile me.



6-Windows 10 Desktop Launcher 2019-

Windows 10 Desktop Launcher 2019

Fir is ke bad a bhi window 10 ka hi Launcher hai yani ki agar aap apne smartphone ke andar window 10 dalna Chahte Hain matlab computer mein Jaise window 10 hota hai use type kagar aap use karna chahte hai to kar sakte hain jaise ki main Upar Jo application bataya window 10 ka vah bhi same hai lekin uske andar Koi alag hai to yah bhi aap use kar sakte hi aur aap apne smartphone ke andar computer Jaisa Windows 10 use kar sakte hi aur uske andar Jo function hai vah sab aap Chala sakte hain jaise ki browsing, files, alag alag tab aur multiple tasking kar sakte to agar aap window Ki Tarah use karna chahte to isase aapko download kijiye aur use kijiye.


Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]

3 comments
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]

1 comment
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]

0 comments
20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]

0 comments
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]

0 comments

My Name is Shailesh Zala I Am YouTuber (Technical Shailesh)

31 thoughts on “Apne Mobile Ko Computer Banaye

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back To Top