Best Airtel My Wi-Fi – Features in Price-
Ham Sab Log Yahan Par mobile data use karte hai Agar Humko internet ki jarurat hai To Ham Yahan per apne mobile deta on karke use karte hai lekin Agar Humko Hamare ghar ke liye ya Office ke liye internet connection ki jarurat hai to uske liye Wi-Fi best hota hai Kyunki uske andar aap unlimited pack bhi hota hai sath mein unlimited Device connect kar sakte hain to aaj main aapko batane wala ek best Wi-Fi ke bare mein jo ki Kafi kamal ka hai Kyunki uske andar bahut Sare feature Diye Gai Hai To Aaj Ham Iske bare me jaanege.
Wi Fi Kyu Lena Chahiye ?
Wi-Fi kyu Lena chahiye to simple Si baat hai ki agar aapko multiple Davies ke andar internet use karna hai jaise ki apne mobile, tablet, computer, laptop, CCTV camera, Iske alava Bhi Koi Aur Davies hai ya other smartphone me aap ek Sath connect karna chahte hain internet to uske liye aapko WiFi ki jarurat padati hai aur agar aap apne ghar main use karna chahte hain apni family ke liye to bhi aap wifi Le sakte hain ya aap apne Office ke andar use karna chahte hain internet to bhi aap WiFi Ko Le sakte hai Tu Chali aapko me Bata deta hun sabse best Wi-Fi jo ki aap khareed sakte hain aur aapko bahut hi achha feature dekhne Ko Mil Jayega.
Brand-
To Yahan Par me jo aapko WiFi batane wala hun uska naam hai Airtel My Wifi 4G LTE Hotspot Binatone Portable WiFi to is Wi-Fi ke jariye aap multiple device connect kar sakte hain aur internet use kar sakte hain Chahe aap apne ghar ke liye Lo yah Apne Office ke liye lo.
WI-FI Features & Details-
Airtel My Wi-Fi ke features and details ke baare me bataya kare to a Airtel 4G LTE Hotspot Binatone Portable WiFi Data Card hai, Aur 2700 mAh Battery di gai hai, (Black) Support Smart tvs Laptops Mobiles Tablets CCTVS Smart Speakers support karta hai Manufacturing by Binatone Electronics Internation Ltd Imported by Bharti Airtel Services Limited, aur Download speed ki baat kare to 150Mbps Download Speed hai and 50Mbps Upload Speed hai, is wifi ke sath 10 Device Supported hai simultaneous WiFi users, Aur is wifi me 2700mAh removable battery provides ki gai hai jo ki upto 6 hours of continuous Internet use Connect Up to 10 4G Devices Whether you’re surfing the web on your laptop or your smartphone – with this 4G Hotspot You Can Enjoy 4G Speed on up to 10 Wi-Fi enabled devices. Aur 4G Speed hai.
WI-FI Price-
Aur Yahan per Agar last Mein iski price ke bare mein baat Kare Airtel my Wi-Fi ki to Yahan per yah Wi-Fi do jagah par available hai ek hi offline aur ek hi online offline ke andar aapko Airtel store per yah Wi-Fi Mil Jayega aur iski Jo MRP Hogi vah 3250 Rupish hai lekin vahan per aapko package ke sath a aapko vah Wi-Fi padega, Main isko offline buy Kiya To Mujhe yah 2900 Rs. me yah pada hai aur agar aap isko online purchase karte hain to aapko Kuchh alag price Mein yah padh sakta hai lekin aap ko padega 3000 Rs. Ke Niche to aap is offline or online bhi purchase kar sakte hai.
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […] Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […] Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […] 20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […] Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
20000mAh Mi Power Bank 2i Review
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?