China ki 4-Sabse Ajibo Garib Technology
Chin Duniya Ke sabse Abadi wala Desh Hai. Vahi Chin Technology me bhi Sabse Aage hai aur electronic ki koi chij aisi Nahin Jo China Me na Banti Ho Vahi China Ke Log Kisi bhi chij ka duplicate Banane mein bhi Sabse Aage hi hote hain Chin Japan aur America ki Terah Technology main bhi Sabse Aage hai To Chaliye Jante hai Chin ki 4-Advance technology ke bare mein. Aaj main aapko Chin ke 4-advanced technology ke bare mein batane wala hun Jo ki No.1-Build Hospital in 6 Days, No.2-Vertical farms, No.3-Taihu Lake China, No.4-Sonam Monorail
No.1-Build Hospital in 6 Days :-
Chin me coronavirus Kafi Teji se fail raha tha is virus Ke Chalte Kafi Logon Ki Jaane ja chuki thi. Chinese government ne coronavirus ki chapet mein aane wale Logon ke ilaaj ke liye Matra 6 divas Main Ek Naya Hospital bana diya tha china me
- Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
- Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
- Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
yah Hospital 1000 bed ka tha Hamare Desh Mein building ya Hospitall banane ke liye pura Mahina lag jata hai Vahi China 6-7 Divas Mein Hospital Banakar taiyar kar deti hai.
No.2-Vertical farms :-
China Duniya ka sabse a Abadi wala Desh Hai yah Baat ]aap sab log Jante Honge Kyunki China Mein Itni sari building Ban chuki hai Yahan kheti karne ke liye bahuti kam Jagah bachi hai isliye China Ke Log Ek alag Tarah ki kheti Karte Hain yani ki badi badi buildingke andar advanced technology ki kheti Karte Hain isase Jyada jagah ki jarurat bhi nahin padati aur kam Jagah mein bahut Thi sari kheti Ho Jaati Hai
No.3-Taihu Lake China :-
China ke Taihu lake per Duniya Ke sabse longest and widest underwater tunnel banaya jaraha hai yah underwater Highway 10 kilometre Se Bhi Jyada Lamba hoga Chinese government ke anusar yah Highway Sal 2021 mein ban jaega yah underwater Highway banne ke bad Logon Ko traffic ka Samna nahin karna padega.
No.4-Sonam Monorail :
Aaj Tak aapane trainen ko track per Chalte hue dekha hoga lekin China mein aap ko advance technology ke Rail Network dekhne ko milega Yahan train track Par Nahin balki track Ke Niche chalta hai iski Khaas Baat yah hai ki isko banane ke liye Kafi kam jagah jarurat padati hai sath mein yah train Kafi lightweight hoti hai isliye track Ke Niche a Kafi fast Chalti Hai. To Yahan per main main aapko bataya China ka 4 advanced technology ke bare mein jo ki kaufi ajibo Garib hai.
To jesa ki maine Aapko bataya ki chin technology me subse aage hai yani ki chaina me subse alag tarki technology hai jese ki india me 50% chhoti moto vastu chin me hi banne aati hai. Aur jedatar log chinese chij vastu ko use karye hai kyu wo saheli aur advance technology us me use ki jati hai, to a hai chin ki advance technology ki story.
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]
20000mAh Mi Power Bank 2i Review
20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]