Instagram Ka Naya Reels Feature Aa Gaya | Reels Feature Kaise Istemal Kare

Instagram Ka Naya Reels Feature Aa Gaya

Instagram Ka Naya Reels Feature Aa Gaya | Reels Feature Kaise Istemal Kare

HIGHLIGHTS

● Tik Tok Jaisa Feature
● Short Video Bana Sakte Hai
● Reels New Effects
● Reels Slowmo & Fast Option

Jaise ki aap ko pata hi Hoga ki tik tok India mein band ho chuka hai yani ki Hum India mein Tik Tok Ko use bhi nahi kar sakte aur to aur download bhi nahi kar sakte aur jo bhi log Tik Tok videos banaa the unko Tik Tok ki bahut Yad Aati Hogi kyu mi wo apne mahent se videos ko banaya tha lekin ab tik tok India me ban ho gaya to isi Baat Ko dhyan me rakhte Hue Instagram ne Ek new feature launch kar diya hai jo ki hai reels Name Ka to Iske andar aap Tik Tok Jaisa short video bana sakte hai. Yani ki Reels feature ke andar aap short video bana sakte hai Iske andar 15 second ki clip banane ka option Diya jata hai To Iske andar aap Tik Tok Jaisa video bana sakte hain aur Iske andar bahut Sare feature diye gaye hain jo ki tik Tok ke andar Diya jata tha iske liye ek new feature diya gaya hai aur Vahi reels feature hai to is post me main aapko batane wala hun jese ki Reels feature Kaise milega, reels feature kya hai, reels feature ko use kaise karna hai to Chaliye Jante Hai.

Instagram Ka Naya Reels Feature Aa Gaya

Reels Feature Kya Hai –

To Yahan per sabse pahle Baat Karti Hai reels feature Kya Hai To Jaise Ki tik tok aap ki andar short video bana te the same Usi type ka aap is Instagram ke is reels feature ke andar aap apni short videos ko banaa sakte hain and reels feature ke under 15 Second tak aap clip create kar sakte hai aur Iske andar slowmo & fast video kar sakte hai Aur Bhi bahut Sare music Laga Sakte hai yani ki kul Mila ke aap is Instagram ke feature ke andar Apna Ek short video bana sakte He Aur publish kar sakte hai.

Reels Feature Kaise Milega –

Ab Baat aati hai ki reels feature Kaise Milega To sabse pahle aap Instagram ko open kijiye aur Yahan per left side mein Story ke jo camera icon dekhne ko milega uske upar click Kijiye aapko Story ka live option dekhne Ko Milta Hai aur story create karne ke liye option Milta Hai Uske side mein right side me niche bottom Mein reels ka aapko option dekhne ko Milega Agar Nahin Milta to aap ko kya karna hai simple Sa aap Google Play store mein jaaiye aur Instagram ko search Kijiye aur vahan per dekhiae aapko Update Aaya Hai Ki Nahin Agar update Aaya Hai To simple Sa update Kar Lijiye update karne ke bad Jaise hi instagram ko open Karenge open karne ke bad same Vahi aapko use camera yani ki story ke option ke andar jana hai aur niche bottom main aapko dekhne ko milega Reels ka Feature To Yahan per feature Mil Hi Jayega to use feature mr Aap short video bana sakte hai to Tarah Se aapko Milega Reels feature.



Reels Feature Ko Use Kaise Karna Hai –

Ab Yahan per last mein baat karte hain ki reels feature ko use kaise kare any ki real feature ke andar short video create kaise kar sakte hain to Yahan per sabse pahle Agar aapko reels feature ke andar Tik Tok Jaisa video banana Chahte Hain to Instagram app open kijiye FIR Iske bad left side mein camera ke icon per click Kijiye any ki jo Story ka Feature Hai Vahi per Jaise click Karenge to Yahan per aapko story create karne ke liye aapko interface dekhne Ko Mil Jayega To Yahan per niche bottom mein right side mein aapko Ek feature dekhne ko Milega reels To Iske andar aapko short video bana sakte hain matlab Tik Tok Jaisa new feature hai reels Jaise aap Iske Upar click Karenge to Yahan per aapko Tik Tok Jaisa interface dekhne ko Milega matlab Yahan per aap is ke andar short video bana sakte hai alag alag option ko use Karke

●Yahan per aapko sabse pahle dekhne Ko Milta Hai Music ka option aur Iske Upar Jaise click Karenge to aap music Select karne ke liye aapse bola Jaega To aap apni video mein music jo bhi Dalana chahte ho wo select kar lijiye.

●Fir Uske bad speed ka Option dekhne ko milta hai yani ki aap aapne short video me slow motion and fast mode Laga sakte hain agar aap ko slow motion Mein video chahie to Aap Yahan per is speed ke option ke andar slowmo kar sakte hain aur fast Mod Agar aapko chahie to Aap Yahan per is option ke jarie fast Mod per select kar sakte hai.

●Iske bad aapko Effects ka option dekhne ko milta hai yani ki is ke andar aapko bahot sare alag alag effects hoga to jese hi app effect option par click Karenge to Yahan per aapko niche Jo record ka button Hota Hai Uske side mr Sare effect dekhne ko Milega Aap ise slide Karke vah effect select kar sakte hai.

● Iske bad aapko timer ka option dekhne Ko Milta Hai yani ki aapko jitni video clip chahie matlab 1 second se leke 15 second Tak aap video clip banaa sakti hai agar aap 15 second se kam karna chahte to kar sakte lekin Agar aapko 15 second Se Jyada chahie to aap nahin kar sakte to apne hisab se Yahan per clip time set kar sakte hain sath mein aap timer bhi Laga sakte hain ki video banane se pahle timer start ho jayega 3 second to vah aap use kar sakte hai.

●Fir Iske bad niche bottom Mein left side main aapko gallery ka option dekhne ko Milega Yankee aap gallery mein se koi bhi photo ya video select kar sakti hai lekin filhal abhi yah work nahin kar raha hai Shayad Iske Aage bug hoga jo fix ho sakta hai filhal to yah Kam Nahin karta hai.

Ab Yahan per main aata hai video create karne ke liye record button to a middle Mein Ek white colour ka record button dekhne Ko Mil Jayega Jab aap sare option select karlo fir Jaise record button per click Karenge to aap ka video Banna start ho jaega aur Usi button se aap video ko stop kar sakte hain jaise stop Karenge to wo video side mein video Ban Ke tayar ho jayega fir aap usko post kar sakte hain Apne Instagram Ke reels feature ke andar.

To Is Tarah ke se aap Instagram ke reels feature ko use kar sakte hain aur Apna Ek short video bana saktr hai Instagram ke a new feature Milta hai aur usko kaise use karna hai vah sub Maine is post aapko bataya.


Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]

3 comments
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]

1 comment
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]

0 comments
20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]

0 comments
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]

0 comments

My Name is Shailesh Zala I Am YouTuber (Technical Shailesh)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back To Top