Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?
Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet Ka istemal Hota Hai. To Aaj Ham Jaenge internet ka Malik kaun hai, internet kya hai, internet ka full form kya hai aur kaise kaam hai. Lekin usse pahle main aapko kuch baat bata deta hun ki Duniya Mein log Bina bijali ke, Bina khae, Bina Soye rah sakta hai lekin internet Ke bagair Nahin Rah Sakta.
Internet full form kya hai ?
Internet ka ful form hai interconnected network hota hai. jo ki ek bahut bada network Hai. Isliye sabhi jagah per World Wide Web yani ki Simply the web Bhi Kaha jata hai.
Internet Ka Malik Kaun Hai ?
Internet ka Avishkar karne ke liye Kisi Ek vyakti ke bus Ki Baat Nahin thi. Internet banane ke liye bahut Sare Scientist Aur Engineer ki jarurat Lagi Thi.
Sun. 1969 main is agency ne Arpanet ki sthapna ki ki. Jise computer Ko Duniya Ki Kisi bhi computer Se Juda Ja sake sake. Aur 1 January 1983 se internet Ki shuruaat Kar Di Gai thi.
- Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
- Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
- Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
Internet Kya Hai ?
Internet Ek bahut hi Bada Jaal hai aur sath mein ek dusre ke sath Jude Rahane ke liye Standardized Communication Protocols ka istemal Kiya jata hai.
Yah Jaal Ek Taraf ka wire hai jismein information and data duniya bhar Mein Gumta rahata hai. Aur data any ki Taxt, Image, MP3, Video, File, Document Yeh Sub Hota Hai.
Router or server Ki Duniya Ke computer ko jode Rakhta hai. Tab message Ek computer se dusre computer tak jata hai. Tab protocol kam karta hai Jiska Naam Hai IP (Internet Protocol) aur yah programming Mein Likha jata hai. Aur jesa ki maine bataya ki internet cable se chalta hai matlab hamare paas jo internet aata hai wo bhi cable se hi aata hai. Chaliye me aapko samjata hu internet bada servers hota hai vaha se bade bade cable se internet ko ek server se dusre server tak bheja jata hai kyu ki ek computer ko dusre computer se joda jaske yani ki jub aap apne mobile koi bhi brows karte hai tab aapke mobile ka connection aapke najike Towers se hota hai aur vaha Se satellite se connect hota hai aur vaha se direct internet ke servers se jo ek cable se internet aata hai. aur ek cable nahi hota bahot sare cable hote hai aur un sub cable ko ek server se dusare server tak le jane ke liye bahot sara kharcha hota hai. to is tara se internet chalta hai.
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]
20000mAh Mi Power Bank 2i Review
20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]