Top 3 Best Wallpaper Android App

Top 3 Best Wallpaper Android App

Top 3 Best Wallpaper Android App

To je Se ki bahut Logon Ko Shauk hota hai ki Apne smartphone ke jo wallpaper hota hai usko change karna to aaj main aapko batane wala hun top 5 best wallpaper Android app ke bare mein jo ki bahut hi best hai aapko bahut hi Alag Alag wallpaper ke application ke bare mein batane wala hun jin ke andar bahut Sare acche acche aapko wallpaper dekhne Ko Mil Jata hai.

Wallpaper Changer-

Wallpaper Changer-

To Yahan per jo sabse Pehle wallpaper application hai vah bahut hi Kamal Hai. Kyunki is application ke jariye aapko koi bhi wallpaper change karne ki jarurat Nahin padegi yani ki aap apne hisab se jo set karna chahte wallpaper use set kar sakte hai aur vah automatically change Hota Rahega aapane jitna bhi yahan per wallpaper set Kiya Hoga wo automatically change Hota Rahega Aur Itna hi Nahin Ki is application ke andar aapko jo wallpaper Milenge Vahi Aap Yahan per automatic change ke liye set kar sakte hai balki ki aap apni gallery se koi bhi wallpaper set karna chahte hai to wo bhi kar sakte hai Aur itna hi Nahin balki Iske andar aap time bhi set kar sakte hai ki kaun sa wala wallpaper kitne time tak Rahana chahiye yani ki aapko customise ki setting bhi mil Jati Hai To yah bahut hi Kamal Ka application is ka use Karke aap automatic changing wallpaper ko set kar sakte hai.

DOWNLOAD



Phone Electricity Live Wallpaper-

Phone Electricity Live Wallpaper-

Fir is ke baad vala jo wallpaper application Hai vah bhi bahut badhiya hai Kyunki Iske andar live wallpaper dekhne ko Milega any ki aapka Jo smartphone Hai Uske under Electricity Hai vah live Yahan per dekhne ko Milega is type ka live wallpaper hai yahan per jo mobile ki jo hardware hota hai aur jo vahan per aapko Sab Ram vagaira Jo circuit dekhne Ko Milta Hai use type ka pro live wallpaper Yahan per dekhne ko Milega aur uske andar aap ko alag alag colour dekhne ko Milega vah apni hisab se set kar sakte hain to yah Jo uske andar aapko Is Tarah Se live inside ki wallpaper dekhne ko Milega jo ki bahut hi Kamal Ka lag raha hai iska use Karke aap live wallpaper set kar sakte hai.

DOWNLOAD

4K High Quality Wallpaper-

4K High Quality Wallpaper-

Jaise ki Ham Sabko pata hai ki agar Humko best wallpaper chahie To Ham Google mein jakar search karte hain ki best wallpaper yah kaise bhi Ham download kar lete hain to vah kya hota hai ki vah high quality ka Wallpaper Nahin Hota matlab yah to uska jo pixel jo hota hai vah set karne ke bad fat Jata Hai To Yahan per aapko high quality ke wallpaper chahie HD me to yaha pe main aapko ek application batane wala hun uske andar aapko 4K hai quality ke wallpaper dekhne ko Milega any ki agar aap ke pass koi bhi smartphone hai tu uske andar aap yah wallpaper set Karenge to bahut hi kamal ka Lagega Kyunki yah Jo wallpaper Hai wofull HD high quality ke wallpaper hai to aap ke Phone mein bahut hi Kamal Ka yah lagne wala hai to agar aap Is Tarah Se high quality ke wallpaper chahie to aap is app Ko download kijiye aur uske andar aapko bahut Sare HD wallpaper dekhne Ko Milega aur a sab aap direct set kar sakte hai.

DOWNLOAD


Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]

3 comments
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]

1 comment
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]

0 comments
20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]

0 comments
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]

0 comments

My Name is Shailesh Zala I Am YouTuber (Technical Shailesh)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back To Top