Top 3 WhatsApp New Update in 2020
To Aaj Ham Jaane Ke WhatsApp ke top 3 new update ke bare mein jo ki hal hi Mein WhatsApp Ne yah Jari Kiye Hai. To is update ke andar kaun se naye feature dekhne ko Milega aur yah feature Kya Kam Aane Wala Hai wah Sab main aapko Yahan per batane wala hun to is post ko aap aakhir Tak Jarur padhna. Aur yah update pahle Whatsapp ke beta version mein dekhne ko Mile The lekin finally Apne WhatsApp ke stable version ke andar update kar diya hai to Yahan per yah Jo update ke bare mein batane wala vah Sabhi feature Hamare WhatsApp stable version mein dekhne ko mila hai.
Whatsapp Animated Stickers-
To Yahan per sabse pahle WhatsApp nenew update kiya hai WhatsApp animated sticker any ki pahle kya tha ki Ham shirf WhatsApp par apne friend ko normal Stickers send kar sakte the lekin ab vah sticker aap animated sticker ke andar aapko dekhne ko Milega matlab play Hoga aur vah sticker aap apne friend ke sath send kar sakte hain is naya update ke bad aur isko use karne ke liye simple Sa aap apne stickers ke option mein jaaiye aur vahan per aapko dekhne ko Milega animated sticker.
WhatsApp Profile QR Code-
Iske bad WhatsApp ka agla Jo update Kiya Hai wah WhatsApp profile QR code yani ki pahle kya tha ki agar aap Ko Kisi Ka WhatsApp number add karna ho to vah number aapko type karna padta hai name dalna padta hai fir usko save kar sakte hain lekin is update ke bad aapko Ek feature Milta hai aur Vah hai WhatsApp profile QR code is ke jariye aap WhatsApp profile ka jo QR code hai vah aap apne WhatsApp mein rahakar scan Karke Kisi Ka Bhi number add karna chahte to bahut hi aasani se kar sakte hain Bina WhatsApp number type kiye to yah bahut hi badhiya feature hai aap is ko use kar sakte hai.
WhatsApp Group Video Calling-
Iske bad Agar last WhatsApp update ke bare mein baat karen to vah aata hai WhatsApp group video calling yani ki pahle kya tha ki aap kam hi Logon ke sath matlab do logo ke sath hi video call kar sakte hain WhatsApp per lekin is nai update ke bad aap group video calling kar sakte hain yani ki ek Sath 8 Logon ke sath aap WhatsApp par group video calling kar sakte to yah bahut hi badhiya feature Kyunki aap apne 8 friend ke sath video calling per baat kar sakte hain.
To a hai whatsapp ke top 3 new update jinke baare me maine aapko bataya jo ki whatsapp animated stickers hai fir iske baad whatsapp group video calling hai aur last me whatsapp profile qr code hai to is sub ko kaise use karna hai aur a update kya hai wo maine aapko bataya to a hai 3 naye update whatsapp ne jari kiye hai.
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […] Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […] Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […] 20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […] Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
20000mAh Mi Power Bank 2i Review
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?