Top 5 Best Android Mobile Launcher in 2020

Top 5 Best Android Mobile Launcher in 2020

To Jese ki aapko pata hai ki Jab Hamara smartphone purana hone lagta hai tab Hame Hamara smartphone use karna boring lagta hai to aaj main aapko batane wala hun Kuchh Aise Android mobile launcher app ke bare mein Jiske use karne ke bad aapka Smartphone Kuchh unique type ka dekhne ko Milega matlab aapka mobile ko use karna bahut kamal ka lagega Kyunki aapka Jo smartphone vah different type ka ho jayega To Chali Jante hi Kuchh top 5 Android mobile launcher application ke bare me

(1) Compact Hitech Launcher :

Iske bad yah jo launch hai Iske andar bahut hi acchi theme dikhne ko Mil Jata Hai per yah launcher main aapko isliye requirement Karta Kyuki is ke andar bahut sari theme Hai sath mein uske andar bahut hi acche abhi feature Dekho mil Jaate Hain Compact Hitech Launchersath mein aap apni hisab se customer Karke Theme set Laga sakte hain aur yah Jo theme Hai Doston vah aapko Yahan per setting ke andar bahut sari mil jaati to apni hisabse Aap Yahan per set kar sakte hai to agar aapko theme change karna Shok hai to is Launch ko use kar Sakte hai.

(2) Computer Launcher :

Iske bad agla jo Launchr hai wo hai computer launcher ab aapko Naam Se Hi pata chal gaya ki uske andar kya hone wala hai ji han Iske andar aapko computer wala feel dekh ne ko milega apne smartphone ke andar matlab aapko apni smartphone ke andar window 10 ka Yahan per Jo control panel hota hai, file manager hota hai,Computer Launcher

computer manager hota hai Iske bad Windows se jo bhi shortcut Hote vah Sab Kuchh Yahan per aapko dekhne Ko Mil Jaenge jo bhi yahan per notification panel Ho Gaya Jo Bhi Hote Hain vah Sab Kuchh computer Ki Tarah aapko Apne smartphone me dekhne ko Milega matlab aapko pura feel Yahan per computer Jaisa Apne smartphone me dekhne ko milega to is Launchr ko use Karke aap computer Ki Tarah use kar sakte hain Apne smartphone ko.



(3) Launcher Live Icons for Android :

Abhi Ham aapko jo launcher batane wala hun wo launcher Purana Hai Lekin bahut kamal ka hai Kyunki is launcher ko setup karne ke bad Yahan per Jo application Hai wo Animated Karega matlab Yahan per pura Jo application animation ke andar Aap Ko Dekho Milega matlab live mobile screen aapko Yahan per dekhne ko Milega Launcher Live Icons for Androidaur sath mein uske andar Jo customised karne ka shortcut hai vah Sab Kuchh Is Kadar Diye Gaye Mujhe vah animation vaka features bahot aachha laga is Launchr ke andar.

(4) Yeni Launcher 2020 :

Iske bad agla jo launcher Hai wo bahut hi simple hai lekin uske andar bahut hi acche Shortcut dekhne Ko Mil Jaate Hai aur sath me maine is launcher ko isliye requirement Kiya Kyunki Iske bottom ke andar Yahan per aapko jo application hai vah category wise Yahan per aapko by default de diya Jaega aur apne hisab Se Usko Yahan per open kar sakte hai.Yeni Launcher 2020

Sath main aapko searching ka option Diya Gaya Jiska jariye yaha search karke App Open kar Sakte hai Aur is Launchr me shortcut Iske andar bahut hi acchi hai slide Karke Aap Yahan per setting ko open kar sakte ho aur uske andar customise kar sakte hai.

(5) Launcher iOS 14

To abhi tak aapne android Smartphone use kare hoge aur aapane iPhone use karne Ka Sapna Dekha Hai To Yahan per main ek ese launcher batane wala jise use Karke aap apne Smart Phone ko Puri Tarah iPhone bana sakte hain matlab jo Yahan per ios hota hai vah pura UI aapko Apne Android smartphone mein dekhne Ko Mil Jayega Launcher iOS 14 matlab jo bhi function Hote iphone me kam Karte hai vah Sab aapko Yahan android Smartphone me dene ko Milega is launcher ke andar to is launcher ko use Karke aap apne smartphone ko Puri Tarah iPhone banaa sakte hai.

My Name is Shailesh Zala I Am YouTuber (Technical Shailesh)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back To Top