WhatsApp New Animated Sticker Update

whatsapp

WhatsApp New Animated Sticker Update

Jaise ki aap Jante hai ki WhatsApp ki taraf se chote mote update Aate Rehte Hain. Filhal WhatsApp ki taraf se ek new latest update Aaya Hai Jinme Whatsapp New Animated Sticker Update dekhne Ko Mila Hai.

Yani ki pahle aapko Bina animated ki sticker dekhne ko Milte the lekin ab is update ke bad aapko animated sticker dekhne ko Milenge aur vah aap apne friend ke sath send kar sakte hain. Lekin yah update filhal a WhatsApp Ke Beta- 2.20.1 95.6 Version mein dekhne Ko Mila Hai.

Whatsapp Animated Stickers



WhatsApp Animated Stickers Stable Mein Kab Milega ?

WhatsApp new animated sticker update feature WhatsApp beta version mein abhi filhal test karne ke liye diya gaya hai aur aap jaise ki Jante Hain Ki WhatsApp Ki Beta virsion Mein Koi Bhi naya update aata hai tab Uske 2 3 Week ke baad WhatsApp ke stable virsion mein dekhne Ko Mil Jata Hai to A WhatsApp new animated sticker update bhi bahut jald WhatsApp ki stable Virsion mein dekhne Ko Mil Jayega.

Whatsapp Animated Stickers Kaha Pe Milega

To Yahan per Jab WhatsApp ke stable version ke andar animated WhatsApp sticker ka update aa Jaega To Ham usko kaise use kar sakte hain to uske liye sabse pahle aapko Google Play store mein jakar WhatsApp ko update kar lena hai to hi aapko yah animated sticker ka option dekhne ko Milega Jaise aap update Karen Uske bad aapko WhatsApp ko open kar lena hai open karne ke bad simple se aapko Koi Bhi Ek chat ke andar jana hai Jaise Aap Yahan per chat ke andar Jaenge to vahan per aapko kya karna hai jo emoji ka Option hota hai uske upar aapko click kar dena hai Jaise Aap Yahan per click Karenge to Uske bad aapko niche sticker ka jo option diya jata hai uske upar aapko click karna hai jesehi click Karenge to yahan per aapko animated sticker dekhne Ko Nahin Milega lekin Yahan per right side main aapko plus dekhne ko Milega uske upar aapko click karna hai Jaise hi aap click Karenge to Yahan per bahut Sare sticker dekhne Ko Mil Jayega joki WhatsApp ka hai lekin Yahan per animated sticker kaun sa hoga to Yahan per jitne bhi sticker Diye Gaye use sticker Ke Samne matlab jo name Hoga Uske Samne Agar play ka button Hai To vah animate Hoga sticker to jitne bhi yahan per name ke samne play ka button Hoga vah Sare aapko download kar lena hai Jaise bhi download kar le FIR Uske bad aapko back kar lena fir Yahan per aapko dekhne ko Milega Jitne Bhi Apne animated sticker wale jo bhi play button wale aapane Yahan per download Ki Hai wo Sare Yahan per aapko dekhne Ko Mil Jayega aur jo bhi yahan per send karna chahte apne friend ke sath simple sa use animated sticker per click Kijiye aur send kar dijiye. To Is Tarah Se whatsapp Animated stickers features ko use kar sakte hai,


Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]

3 comments
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]

1 comment
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]

0 comments
20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]

0 comments
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]

0 comments

My Name is Shailesh Zala I Am YouTuber (Technical Shailesh)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back To Top