Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah Wi-Fi Bina password connect kar sakte hain.
Without Password Wi-Fi Connect Kare
Agar aap apne mobile me without password Wi-Fi connect karna chahte ho to niche Diye Gaye step ko follow Karen aur Wi-Fi ko connect Kare.
Step – 1: sabse pahle aapko ji smartphone ke andar Wi-Fi connect hai us smartphone ke Wi-Fi option ke andar jana hai Fir jo bhi Wi-Fi connect hai uske uper aapko click karna hai.
Step – 2 : Wi-Fi name per click karne ke bad aapko Yahan per QR code dekhne ko Milega ab aapko Jis Smartphone ke andar Wi-Fi connect karna hai vah smartphone ke Wi-Fi ke andar Jayege to vahan per aapko scan ka option dekhne ko Milega.
- Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
- Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
- Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
Agar Nahin Hai To aapke aapke To aapke aapke smart phone ke andar scan ka application hoga to us application ko open karna hai aur yah jo bhi your code hai usko aapko Yahan per scan kar lena hai apne mobile ke andar.
Step -3 : Jaise aap QR code scan Karenge to Yahan par use Wi-Fi ki details Aa Jaengi jaise ki Wi-Fi name, Wi-Fi password, Wi-Fi security
Step – 4 : to Yahan per per Wi-Fi ki jo details details Yahan per so ho gai hai usmein password ke andar star star likhke aa Raha hai to password pata karne ke liye star per aapko click karna hoga tab aapko password show ho jaega.
Step -5 : Phir Wi-Fi details ki niche bottom main aapko connect to this network likha Hoga uske upar aapko click kar dena hai.
Step – 6 : Ab Yahan per dekh Sakte hai Wi-Fi connect ho gaya without password to is tarike se aap Bina password Wi-fi ko connect kar sakte hain bahut aasani se.
Agar aapko upar diye gaye step samaj me nahi aata to niche diye gaye video ko dekhlo sub aasani se samaj aajayega.
To Yahan per maine aapko bataya ki Bina password ko Wi-Fi Kaise connect kar sakte hain aur vah bhi Maine step-by-step bataya ki Kaise without password Wi-Fi connect kar sakte hain images ke sath aur Fir Bhi Agar aapko Samajh Mein Nahin Aata to aap kya Kijiye Yahan per Main Apni YouTube video ka link de dunga Yankee use video ke andar main practical Karke dikhaya ki Kaisa Bina password Wi-Fi connect kar sakte hain aur agar aap Yahan per samajh Gaye To Main Aap Jo Bhi step bataen hi vah follow kiye jaise ki vah password pahle Kisi bhi phone ke andar Wi-Fi connect Hona chahie aur uske bad agar aap dusre smart phone ke andar Vahi Wi-Fi connect karna chahte hain. To sabse pahle aapko jis smartphone Kendra Wi-Fi connect hai use Wi-Fi ke option mein jana hai aur vahan per use Wi-Fi ke name ke upar aapko click karna hai Jaise click Karenge to vahan per aapko QR code dekhne Ko Mil Jayega ab aap jis smartphone ke andar Wi-Fi connect karna chahte use smartphone me scan ka application hoga to us ko open karna hai aur a qr code Scan kar lena hai Jaise scan Karenge to use Wi-Fi ki details aapko dekhne Ko Mil Jayega Lekin password Hoga vahan per star star dekhne Ko Mil Jaega To aapko password pata karne ke liye simple password ke upar click Kijiye Jaise click Karenge to aapko password show Ho Jaega To aap Wi-Fi connect karna chahte vah to niche aapko connect option dekhne ko Milega uski Upar click Kijiye Jaise abhi click Karenge to is smart phone ke andar Vahi Wi-Fi connect ho jaega without password To Is Tarah Se aap without password Wi-Fi connect kar sakte hain Apne Mobile Me.
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya
Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]
20000mAh Mi Power Bank 2i Review
20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]
Good Trick