Best Video Editing App for Android

Best Video Editing App for Android

Best Video Editing App for Android

Aaj main aapko batane wala Best Video Editing App for Android Mobile ke liye to aap apne Android Mobile ke jariye video editing kar sakte hai vah bhi bohoti kamal ka app hai yaha per aapko me jo video editing application batane wala hu wo ek professional matlab advanced level ki Application Hai. is me best video editing kar sakte hai. Aur Aisi application ke bare me baat karne wala hun Jinke andar aapko masking, Chroma key, multiple layer, a sub aapko is application ke andar advanced features dekhne Ko Mil Jayega.To a application kaun si hai vah main Yahan per aapko batane wala hun Kyunki aap apni video ko best professional video editing kar sake.

To Yahan per jo best video editing app for Android mobile ke liye wo Hai VivaCut – Pro video editor application to sabse pahle Viva Cut Pro video editor application ke bare mein baat karen to is ka interface vah bahut hi kamal ka hai Kyunki aap ko bahut hi aasani Se video editing karne ke liye easy dekhne Ko Mil Jata Hai matlab Jo video editing ka jo layout hai vah bahut hi Achcha hai.

DOWNLOAD

Chroma Key –

Best Video Editing App for Android

Sabse pahle to Yahan per is application ke features ke bare mein baat karen to Yahan per sabse pahle aata hai Chroma key yani ki agar aap apni video Ke Piche background screen koi bhi colour ka to usko aasani se remove kar sakte hain is Chroma key feature ke jariye to yah bahut hi Kamal Ka Kyunki Yahan per advanced level ki aap video banaa Sakte Kyunki aap vahan per background ka jo screen Hoga usko aasani se remove karke koi aur video Yahan per Laga sakte hain to yah bahut hi badhiya feature diya jata hai.



Multi Layer Editing –
Best Video Editing App for Android

Fir dusre features ke bare mein baat karen to iske andar multi layer editing kar sakte hain any ki ek hi video ke andar aap alag alag layer laga sakte hai jo ki video Ho Gaya photo so gaya Aur Bhi draw ho gaya yah Kuchh over ho sab Yahan per layer Laga Sakte matlab multiple layer laga ke aap ek best video editing kar sakte hain to yah bhi kamal ka feature Diya jata hai.

Multiple Video Masking –

Best Video Editing App for Android

Aur is ke baad agle feature ke bare mein baat karen to vah Aata Hai multiple video masking yani ki multiple videos ke andar masking kar sakte hai jinki jariya aap apni video ke andar bhi masking karke bahut hi Achchaa video banaa sakte hain jese ki Koi circle Ho Gaya uske andar aap aur video edit kar sakte hain aur uske andar masking laga ke Ek professional type ka video editing kar sakte hain ya bhi bahut hi badhiya feature Diya jata hai.

All-Round Editing Tool –
Best Video Editing App for Android

Iske baad jo all round video editing ke liye cut,filter, split, duplicate, mute, delete, overlay, opacity, fade-in, fade-out, unmute, mirrow vahi Tool diye gaye hai jese voice over, stickers, music, tax ho gaya kya is ke andar animation laga sakte hai aur front Hai vah bhi aapko bahut acche dekhne Ko Mil Jata Hai Usko aap animate kar sakte hain aur video me text me, photos me, Drow me animation laga sakte hai To yah Hai Vivah Cut Pro video editor app jinki jarie aap bahut hi best video editing kar sakte hai.


Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya

Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Jaisa ki aap Jante ki Tik Tok India mein band ho chuka hai yani ki Ham usko download bhi nahin kar sakti aur use bhi nahin kar sakte lekin Tik Tok Jaisa App Aa Gaya Hai India mein aur is app ke andar aap Tik Tok Jaisa video banaa […]

4 comments
Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password

Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password Aaj Ham janenge Wi-Fi Connect Kaise Kare Without Password any ki aapko Wi-Fi ke password ki jarurat bhi nahin Hogi aur aap Wi-Fi connect kar sakte Bina password ke Lekin usse pahle wo Wi-Fi pahle Kisi bhi Smartphone me connect Hona chahie tabhi aap apne smartphone ke andar vah […]

2 comments
Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features

Poco M2 Pro price in India, Specification, Features HIGHLIGHTS Poco M2 Pro me 33W fast charging support Diya Gaya Hai Poco M2 Pro Me Up to 128GB Tak Storage Hai Redmi Note 9 Pro Virsion Ka ReBrand Hai Poco M2 Pro Poco M2 Pro bahut sari licks ke bad finally India mein launch ho chuka […]

1 comment
20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review

20000mAh Mi Power Bank 2i Review HIGHLIGHTS ● 18W Fast Charging ● 9 Layers of Circuit Protection ● Two-Way Fast Charge ● Low Power Mode Aaj Ham janenge MI Power Bank 2i ke bare mein aur 2i isliye Kyunki Is Power Bank ko India mein Banaya Gaya Hai Iske andar 20000mAh ki battery capacity Di gai hai […]

0 comments
Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ?

Internet Kya Hai Aur Kaise Kam Karta Hai ? Internet network ke mahajaal hai yahan per Sabhi Tarah Ke Device Ek dusre se Jude Hai Internet network ke jariye. abhi aap Jo post padh rahe vah Bhi Ek internet ke jariye hi padh rahe hai. Yani ki Sabhi Tarah Ki Vastu ke liye Ye Internet […]

0 comments

My Name is Shailesh Zala I Am YouTuber (Technical Shailesh)

2 thoughts on “Best Video Editing App for Android

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back To Top