Bahut lambi Intezar ke bad WhatsApp Ne finally India mein WhatsApp payment ka jo feature hai vah launch kar diya Gaya Hai Kyunki is ke upar bahut Dinon se baat chal rahi thi ki India mein WhatsApp payment ka Features Aane Wala Hai Aane Wala Hai Lekin bahot time baad finally aaj WhatsApp payment ka feature Aa gaya Hai To Ham is post me Jaane ge ki a Kaise kam karta hai.
To jaise ki aap ko pata hai ki phone pay, Google pay aur Jo Yahan per online transaction ke liye Jo application available hai Usi Tarah Yahan per Whatsapp ke andar bhi yah feature de diya gaya hai yaki Aap Yahan per Whatsapp ke jarie payment ko send kar sakte hain aur receive kar sakte vah Bhi Apne bank account ke andar direct to Yahan per to Whatsapp Payment features Kaise kam Karta Uske bare mein baat karunga.
WhatsApp Paymant Use
jaise ki Yahan per aap WhatsApp ke andar chatting Mein message Karte Hai Usi Tarah aap bahut hi aasani se payment yani ki paise ko bhi yahan per send kar sakte or receive kar sakte hain Yahan per Iske Upar bahut Dinon Se Kam chal raha tha WhatsApp payment se related India ke andar to finally is feature ke jarie payment ko send kar sakte hain aur receive kar sakte hai.
Add Paymant Mathod
A feature aaya hai vah agar aap Dekhna hai to Apne WhatsApp ko update Karke dekho aapko Milega ek payment ka feature aur uske andar aapko apni UPI ID banana padega FIR Uske bad Apne bank account aur debit card ko add karke aap kisi ko bhi payment send kar sakte hai lekin Samne wale Ne Bhi Is Tarah Se account Kiya Hoga tabhi usko aap send kar Sakte hai aur Agar Samne wale Ne Is Tarah Se Yahan per payment ka jo feature unko nahin mila hai to vah Koi apni UPI ID Ke jarie Bhi payment ko receive kar sakta hai to yah Baat Khas Dhyan Rakhna.
Whatsapp Paymant Features Kaise Milega ?
Agar aapko yah WhatsApp payment ka feature nahin mila hai to Google play store mein jaaiye aur apne WhatsApp ko update Karke dekhiae aapko bhi WhatsApp payment ka jo feature Hai vah Mil Jaenge Agar nahin mila to wait kijiye abhi Roll Out chal raha hai Mil Jayega.
Nice information